ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
daien baein ye hoon main khamakha
yoohi bhatke bhoole har rasta
tum se rakhoon na rakhoon main wasta
dil hai dheet ye kehta na baaz aa
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
daien baein ghoome khamakha
yoohi bhatke bhoole har rasta
tum se rakhoon na rakhoon main wasta
dil hai dheet ye kehta na baaz aa
tum jo mujh pe kam ho ghor kar rahai
mujhai ye hai pata ke ho rahi khata
ji shukriya kaho ke dil main di jaga
tum idhar kabhi udhar rahai bikhar ke dhak lo ye nazar
jo mast hai magar sare aam na kijiye qatl-e-aam
teri haan meri na hai isi main maza
khafa raza kuch to kahiye na sahab
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
daien baein ye hoon main khamakha
yoohi bhatke bhoole har rasta
tum se rakhoon na rakhoon main wasta
dil hai dheet ye kehta na baaz aa
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
ye jo sung ho rahi hain tafriyaan
uf ye mastiyaan mehngi sastiyaan
daien baein ghoome khamakha
yoohi bhatke bhoole har rasta
tum se rakhoon na rakhoon main wasta
dil hai dheet ye kehta na baaz aa