itti si hansi
itti si khushi
itta sa tukda chand ka
khwaabon ke tinkon se
chal banayein aashiyan
itti si hansi
itti si khushi
itta sa tukda chand ka
khwaabon ke tinkon se
chal banayein aashiyan
dabe dabe paaon se
aaye haule haule zindagi
honthon pe kundi chadha ke
hum taale laga ke chal
gumsum tarane
chupke chupke gaayein
aadhi aadhi baant le
aaja dil ki ye zameen
thoda sa tera sa hoga
thoda mera bhi hoga
apna ye aashiyan
itti si hansi
itti si khushi
itta sa tukda chand ka
khwabon ke tinkon se
chal banayein aashiyan
naa ho chaar deewarein
phir bhi jharokhe khile
baadalon ke hon parde
shaakhen hari pankha jhale
naa ho koi takraarein
are masti thahaake chale
pyaar ke sikkon se
mahine ka kharcha chale
dabe dabe paaon se
aaye haule haule zindagi
honthon pe kundi chadha ke
hum taale laga ke chal
gumsum tarane
chupke chupke gaayein
aadhi aadhi baant le
aaja dil ki ye zameen
thoda sa tera sa hoga
thoda mera bhi hoga
apna ye aashiyan
itti si hansi
itti si khushi
itta sa tukda chand ka
khwaabon ke tinkon se
chal banayein aashiyan
itti si hansi
itti si khushi
itta sa tukda chand ka
khwabon ke tinkon se
chal banayein aashiyan