menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Zindagi Ek Dard Hai

Nitin Mukesh/Lata Mangeshkarhuatong
benbadis4huatong
Lyrics
Recordings
Zindagi ek dard hain

Isse dawa ka kaam le

Zindagi ek dard hain

Isse dawa ka kaam le

Haske apne sar pe duniya

Bhar ke tu ilzaaam le

Zindagi ek dard hain

Isse dawa ka kaam le

Haske apne sar pe duniya

Bhar ke tu ilzaaam le

Zindagi ek dard hain

Ek ghulshan hain ye duniya

Ye zamee ye aasmaan

Ek ghulshan hain ye duniya

Ye zamee ye aasmaan

Phool chunkar log kaante

Phenk dete hain yahan

Phool se behtar hain woh

Kaanta jo daaman thaa le

Phool se behtar hain woh

Kaanta jo daaman thaa le

Haske apne sar pe duniya

Bhar ke tu ilzaaam le

Zindagi ek dard hain

Iss jahan mein kyaa nahin

Insaan ko karna pada

Iss jahan mein kyaa nahin

Insaan ko karna pada

Jism jee se juda is

Jaan ko karna pada

Waqt na aaye kisi par

Ye khuda ka naam le

Waqt na aaye kisi par

Ye khuda ka naam le

Haske apne sar pe duniya

Bhar ke tu ilzaaam le

Zindagi ek dard hain

More From Nitin Mukesh/Lata Mangeshkar

See alllogo

You May Like