Jo boyega, wahi payega
Jo boyega, wahi payega
Tera kiya, aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal, karmo ka
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jo boyega, wahi payega
Tera kiya, aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal, karmo ka
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Sabse badi, puja hai
Maat pita ki seva
Ho sabse badi, puja hai
Maat pita ki seva
Kismat waalon, ko hi
Milta, hai ye, mauka
Haath se apne, kho mat dena
Mauka, ye khidmat ka
Jannat ka dar, khul jayega
Tera kiya, aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal, karmo ka
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Chaahe na, puje murat
Chaahe na, tirath jaayein
Ho chaahe na, puje murat
Chaahe na, tirath jaayein
Maat pita ke, tan mein,
Saare, dev samaaye
Tu inka dil, khush rakhe to
Ishwar, khush ho jaaye
Bhagwaan tujhko, mil jayega
Tera kiya, aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal, karmo ka
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni
Jaisi karni, vaisi bharni