Wo kehte hain humse
Wo kehte hain humse
Abhi umar nahi hai pyar ki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kehte hain humse
Abhi umar nahi hai pyar ki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kehte hain humse
Badli jhuki parwat par
Bhawre chaman mein dole
Badli jhuki parwat par
Bhawre chaman mein dole
Bulbul phoolo se bole
Mausam hai milan ka
Mausam hai milan ka
Ye ghadi nahi takrar ki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kehte hain humse
Kam sin ho ya jawan ho
Jab pyar jagta hai
Kam sin, ho ya jawan ho
Jab pyar jagta hai
Kab umar, dekhta hai
Dil ka aa jana
Dil ka aa jana
Ye baat nahi ikhtyar ki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kahte hain humse
Dharti ke sath ambar
Chanda ke sath taare
Dharti ke sath ambar
Chanda ke sath taare
Nadiya ke, sang kinare
Koi nahi tanha
Koi nahi tanha
Hai reet yehi sansarki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kehte hain humse
Abhi umar nahi hai pyar ki
Nadan hai wo kya jane
Kab kali, khili bahar ki
Wo kehte hai humse
La la laa la la laa
la la lara laa
La la laa la la laa
La la la lara lara la