Mere rashke qamar…
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
(Rashk: Jealous Envy; Qamar: Moon)
Here “Rashq e Qamar is used for
the girl who is so beautiful that
even the Moon is jealous of her.
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai mazaa aagaya
Jab nazar se milaai mazaa aagaya)
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
Mere rashke qamar…
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya