menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Dalo (Full Version)

Nusrat Fateh Ali Khanhuatong
💫🇵🇰SYED_ALI_SHAH💫huatong
Lyrics
Recordings
Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Ap Is Tarah to Hosh Uraya Na Kijie

Ap Is Tarah to Hosh Uraya Na Kijie

Yun Ban Sanwar K Samney Aya Na Kijie

Yun Ban Sanwar K Samney Aya Na Kijie

Kali Kali Zulfon K Phande Na Dalo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale

Na Chero Hamain Ham Sataye Huwe Hain

Na Chero Hamain Ham Sataye Huwe Hain

Bohat Zakhm Seene Pe Khaye Huwe Hain

Sitam Gar Ho tum Khoob Pehchante Hain

Tumhari Adaon Ko Ham Jante Hain

Daghabaaz Ho Tum Sitam Dhane Wale

Fareeb e Muhabbat main Uljane Wale

Yeh Rangiin Kahani Tumhi ko Mubarik

Tumari Jawani Tumhi Ko Mubarik

Hamari taraf se nigahain hata lo

Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Wale!

Mast Nkhon Ki baat chalti hai

Mehkashi karwatay badallti hai

Ban sanwar kar wo jab nikalte hain

Dil kashi sath sath chalti hai

Haar jate hain jeetney wale

Wo nazar aisi chaal chalti hai

Jab hatate hain rukh se zulfon ko

Chaand hasta hai raat dhalti hai

Bada kash jaam tor dete hain

Jab nazar se sharaab dhalti hai

Kia qayamat hai un ki angrai

Kich k goya kamaan chalti hai

Yun haseeno ki zulf lehraye

Jese nagan koi machalti hai

Sambhalo zara apna anchal ghulabi

Dikhao na has has k ankhen sharabi

Sulook in ka dunya main acha nahi hai

Haseeno pe ham ko bharosa nahi hai

Uthate hain nazrain to girti hai bijli

Ada jo bhi nikli qayamat hi nikli

Jahan tum ne chehre se anchal hataya

Wahin ahl e dil ko tamasha banaya

Khuda k liye ham pe dore na dalo

Hamain zinda rehne do ae husn walo!

Sada waar karte ho tegh e jawan ka

Bahate ho khoon tum ahle wafa ka

Yeh nagan si zulfain yeh zehrili nazrain

Wo pani na mange yeh jis ko bhi das lain

Wo lut jaye jo tum se dil ko laga le

*Something* hasraton ka janaaza utha le

Hain maloom ham ko tumhare haqeeqat

Muhabbat k parde k karte ho nafrat

Kahin aur ja k *something* uchalo

More From Nusrat Fateh Ali Khan

See alllogo

You May Like