Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Habib e Khuda ka nazara karun mein
Dilo Jaan un par nisara karu mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Muje apni rahmat se tu apna karle
Siwa tere sabse kinara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Khudara ab aao ke dam hai labon par
Dame wapasi to nazara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Muje hath aaye agar Taaj e Shahi
Teri kafshe paa par nisara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Tera zikr lab par khuda dil ke andar
Yunhi zindagani guzara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Dame wapasi tak tere geet gaon
Muhammad Mumajjad pukara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Tere dar ke hote kaha jaoon pyaare
Kaha apna daman pasara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte
Khuda khair se laaye wo din bhi Noori
Madine ki galiyan buhara karun mein
Main so jaon Ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle Ala kehte kehte