menu-iconlogo
logo

Mujhe Kaise Pata Na Chala (Short)

logo
Lyrics
Mere dil mein

Teri dhadkane thi

Mujhko na aayi nazar

Tera ishq mujh mein

Saans le raha tha

Mujhko hui na khabar

Mere alawa jaan gaye sab

Mujhpe tu kinna marda ae

Mujhe kaise pata na chala

Ki tu mainu pyaar karda ae

Mujhe kaise pata na chala

Ki mera intezaar karda ae

Haathon mein ab

Tera Haath nahi hai

Lagta lakeerein saath nahi hai

Tere bina dekha hai

Mehsoos kar ke

Jeene mein ab

Wo baat nahi hai

Saamne tu hain

Saamne main hoon

Phir jaane kaisa parda hai

Mujhe kaise pata na chala

Ki tu mainu pyaar karda ae

Mujhe kaise pata na chala

Ki mera intezaar karda ae

Mere alawa jaan gaye sab

Mujhpe tu kinna marda ae

Mujhe kaise pata na chala

Ki tu mainu pyaar karda ae

Mujhe kaise pata na chala

Ki mera intezaar karda ae

Mujhe Kaise Pata Na Chala (Short) by Papon - Lyrics & Covers