####PRELUDE####
kuch tum Socho.. Kuch Hum Sochen
Phir khusi ka mausam aaye
Ummmm kuch tum Socho.. Kuch Hum Sochen
Phir khusi ka mausam aaye
Tanha tanha kaun jiya hai
Rahke tanha dil ghabraye
Aajao milke rista ye joden
Sarten badal den, rasmon ko toden
Isse pahle ke ye duniyan, hume aajmaye
Ho..O.. Kuch tum socho.. kuch hum sochen
Phir khusi ka mausam aaye..
####INTERLUDE####
Aayi hai khusiyon ka, paigam leke baharen
Ye pal hai apna, iss pal mein aao..
Taqdir apni sawaren
Aayi hai khusiyon ka, paigam leke baharen
Ye pal hai apna, iss pal mein aao..
Taqdir apni sawaren
Khali-khali iss jiwan mein
Pyar bhar le hum tum dono
Deewane jo karte aksar
Wohi karle hum tum dono
In faslon ko aao mitade
ek dusre mein khudko chhupadein
Isse pahle ke ye duniyan, hume aajmaye
Ho..O.. Kuch tum socho.. kuch hum sochen
Phir khusi ka mausam aaye
####INTERLUDE####
Duniyan ki rasmon ko..
Chahat mein shamil naa karna
Manzil hum apni paake rahenge
Han tum kisi se naa darna
Duniyan ki rasmon ko..
Chahat mein shamil naa karna
Manzil hum apni paake rahenge
Han tum kisi se naa darna
Paagal rasme, paagal duniyan
Aur thode hum tum paagal
Kismat mein ho na jane kya,
Sochten he baas ye har pal
Arman hai jiska sapna wo, bunle
Tum humko chunlo, hum tumko chunlen
Isse pahle ke ye duniyan, hume aajmaye
Ho..O.. kuch tum Socho.. Kuch Hum Sochen
Phir khusi ka mausam aaye
Tanha tanha kaun jiya hai
Rahke tanha dil ghabraye
Aajao milke rista ye joden
Sarten badal den, rasmon ko toden
Isse pahle ke ye duniyan, hume aajmaye
###Thanks from PRASHANTA###