Dasha mujh deen ki bhagwan
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaaloge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaaloge to kya hoga
Agar charno ki seva main
Agar charno ki seva main
Laga loge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Main naahin paat ki hoon aur naami paap har tum ho
Main naahin paat ki hoon aur naahin paap har tum ho
Ki naami paap har tum ho
Ye lajja dono naamon ki
Ye lajja dono naamon ki
Bachaloge to kya hoga
Ye lajja dono naamon ki
Bachaloge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Jinhone tumko karunakar patit paavan banaya hai
Jinhone tumko karunakar patit paavan banaya hai
Patit paavan banaya hai
Unhi patiton ko tum paavan
Unhi patiton ko tum paavan
Banaloge to kya hoga
Unhi patiton ko tum paavan
Banaloge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaloge to kya hoga
Yahan sab mujhse kahate hain
Tu mera hai tu mera hai
Yahan sab mujhse kahate hain
Tu mera hai tu mera hai
Tu mera hai tu mera hai
Main kiska hoon yeh jhagda tum
Main kiska hoon yeh jhagda tum
Mita doge to kya hoga
Main kiska hoon yeh jhagda tum
Mita doge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaloge to kya hoga
Aaja mil gidha ganika jis
Daya ganga main tarte hain
Aaja mil gidha ganika jis
Daya ganga main tarte hain
Daya ganga main tarte hain
Usi main bindu sa paapi
Usi main bindu sa paapi
Milaloge to kya hoga
Usi main bindu sa paapi
Milaloge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaloge to kya hoga
Agar charno ki seva main
Agar charno ki seva main
Laga loge to kya hoga
Dasha mujh deen ki bhagwan
Sambhaloge to kya hoga