**==BUJH HAI GAYA==**
**=MUSTAFA ZAHID=**
**==ROXEN BAND==**
**=TRACK BY OVI=**
Bujh hai gaya ye dil ka diya~
Tere bin lagay na mora jiya~
***==INTERLUDE==***
Bujh hai gaya ye dil ka diya
Tere bin lagay na mora jiya
Kaisi jalan, hai ye kaisi saza
Tere bin lagay na mora jiya
***==INTERLUDE==***
***=[TRACK BY OVI]=***
Aansoon ki lari
Aaj behnay lagi
Ye aankhen meri
Kya kehnay lagin
Saansain dil main meray
Jo behnay lagin
Ye mujhsey hain kya
Ab kehnay lagin
Ye pyar to hai dewaana
Dil meray tu ney na jaana
Kaisa tha tera iraada
Mujhsey hi mujhko churana
Nana nana nana
Nana nana nana
Nana nana nana
Jaanay na yey zamana
Kya hai jaza kya hai saza
Tere bin lagay na mora jiya
Bujh hai gaya ye dil ka diya
Tere bin lagay na mora jiya
***==INTERLUDE==***
***=[TRACK BY OVI]=***
Yaadain mujhsey meri
Aaj kehnay lagin
Ye kya bekhudi
Ye kya zindagi
Raatain bhi istarhan
Hain katne lagin
Andhere main
Jaisay ik ajnabi
Ab to hai kissa sunana
Apna hua jo begana
Chahha tha usko manana
Par mera dil hi na mana
Nana nana nana
Nana nana nana
Nana nana nana
Jaanay na yey zamana
Yey zindagi bhi hai ik saza
Tere bin lagay na mora jiya
Bujh hai gaya ye dil ka diya
Tere bin lagay na mora jiya
***==INTERLUDE==***
***=[TRACK BY OVI]=***
Nana nana nana
Nana nana nana
Nana nana nana
Nana nana nana
Nana nana nana
Janay na yey zamana
Bujh hai gaya ye dil ka diya
Tere bin lagay na mora jiya
Bujh hai gaya ye dil ka diya
Tere bin lagay na mora jiya
Tere bin lagay na mora jiya~
Kaisi jalan hai ye kaisi saza~~
***=[TRACK BY OVI]=***
***==[BLACK]==***