Inn subaho ka main kya karu
Yeh mere kaam ki nahi
Yeh saath mein laye khoyi khushi
Jo mere naam ki nahi
Yeh zid pe ade
Baat na maane
Sitam saare mujhse hain maange
Sitam jo mere naam ke
Nishaani teri aankhri
Inn subaho ke hawaale kaise main karu
Inse lad bhi loon jee bharke
Sunata rahu toote qisse
Yeh apni hi dhun mein chale
Yeh marzi khud ki chune
Marzi iski ke main hasu
Sitam sare isko hi de du
Sitam jo mere naam ke
Nishaani teri aankhri
Inn subaho ke hawaale kaise main karu
Inn subaho ka main kya karu
Yeh mere kaam ki nahi
Yeh saath mein laye khoyi khushi
Jo mere naam ki nahi