Tarq e taaluqaat pe...
Roya na tu, na main
Lekin yeh kya ke chain se
Soya na tu, na main
Woh humsafar tha...
Haan.. woh humsafar tha...
Haan.. woh humsafar tha
Woh humsafar tha
Magar us se hum nawa'i na thi..
Wo hamsafar tha
Magar us se hum nawa'i na thi..
Ke dhoop chhaon ka alam raha
Judaai na thi
Wo humsafar tha
Magar us se hum nawa'i na thi...
Ke dhoop chhaon..
Ke dhoop chhaon ka alam raha
Judaai na thi
Woh humsafar tha...
Woh humsafar tha...
Adaavatein thi, taghaaful tha...
Ranjishein thi magar
Adaavatein thi, taghaaful tha...
Ranjishein thi magar
Bicharne wale main...
Bicharne wale main sab kuch tha
Bewafai na thi...
Ke dhoop chhaon ka...
Ke dhoop chhaon ka alam raha
Judaai na thi..
Wo humsafar tha...
Wo humsafar tha...
Kajal daaron, kurkura surma
Saha na jaaye
Jin nain mein ye pi basay
Dooja kon samaaye
Beecharte waqt...
Beecharte waqt...
Beecharte waqt un ankhon mein
Thi hamari ghazal
Ke dhoop chhaon ka...
Ke dhoop chhaon ka alam raha
Judaai na thi..
Wo humsafar tha...
Wo humsafar tha...