Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ko zubaan
Waada wafa ka kiya
Tujhse liya khud ko mila
Liya duaaon ka sila
Jeene ka sapna liya
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan rahaan rahaan
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayan kaha aankaha
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai
Jeene Ki Wajah Hi Yahi
Marna Issi Ke Liye