menu-iconlogo
logo

Akela

logo
Lyrics
Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon

Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon

Ik soch ne paala hai ki main savera hoon

Par kya, hota agar yeh sach hota

Zyada nibhata main, kam farj hota

Par kya, hota agar yeh sach hota

Zyada kamaata main, kam kharch hota

Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon

Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon

Kabhi Kabhi mujhe lagta hai ki main akela hoon

Saari duniya ujaala hai aur main andhera hoon

Aao na, iss raat mere paas

Kyunki main akela hoon

Door kahin, jahan koi mujhe jaane na pehechane na

Main jaaon vahan

Aansu bhi aankon se bahakar tum mita dena

Jaise main kabhi bhi na tha

Par kya hota agar main khush hota

Lafzon se zyada main mehsoos hota

Aur kya hota agar yeh sach hota

Aasaan hota sab, dil khush bhi hota

Tu jo hota

Kyunki main