Aa
Aaa
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda jab
Ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaa aaaa aaa
Tumse dil jo lagaya
Toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun
Meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe
Aisa khwaab dikhaya
Jab haqiqat mein usey todna tha
Aa aaa
Ik dooje se huye judaa,
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri baaton ka har lamha
Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaaa aaa aaa
Sara din bit jaaye, saari raat jagaye
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmayaan hai jo saare
Ik dooje se huey juda
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har
Lamha sab se anjaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai har
Ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye