husn jaana ki taarif mumkin nahin
husn jaana ki taarif mumkin nahin
aafreen aafreen
aafreen aafreen
hey tu bhi dekhe agar
to kahe humnasheen
aafreen aafreen
aafreen aafreen
aisa dekha nahin khubsurat koi
jism jaise ajantaa ki murat koi
jism jaise nighaahon pe jaadoo koi
jism naghma koi
jism khushboo koi
jism jaise machalti huyi raagni
jism jaise mehkati huyi chaandani
jism jaise pe khiltaa hua ik chaman
jism jaise pe sooraj ki pehli kiran
jism tarsha hua dil kasho dilnasheen
sandali sandali marmari marmari
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen
chehra ek phool ki
tarah shaahdaab hai
chehra uska hai yaa
koi maahtaab hai
chehra jaise ghazal
chehra jaane ghazal
chehra jaise pari
chehra jaise kanwal
chehra jaise tasavur bhi
tasveer bhi
chehra ik khaab bhi
chehra taabeer bhi
chehra koi alif lail vi daastaan
chehra ik pal yakeen
chehra ik pal gumaan
chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahin
maahrooh maahrooh
mehjabeen mehjabeen
maahrooh maahrooh
mehjabeen mehjabeen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen
aankhen dekhi to main
dekhta reh gaya
kaam do aur dono hi do aakshaah
aankhen yaa maikade
ke ye do khaab hai
aankhen inko kahoon
yaa kahoon khaab hai
aankhen neechi huyi to
hayaa ban gayi
aankhen unchi huyi to
duwaa ban gayi
aankhen uth kar jhuki to
adaa ban gayi
aankhen jhuk kar uthi to
kazaa ban gayi
aankhen inmein hain qaid
aasmaan aur zameen
nargisi nargisi
surmagi surmagi
nargisi nargisi
surmagi surmagi
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen aafreen
aafreen aafreen
aafreen aafreen
aafreen aafreen