Shaam savere nain bichha kar
Raah takun main saajan ki
Shaam savere nain bichha kar
Raah takun main saajan ki
Rab hi jaane kab chamkegi
Rab hi jaane kab chamkegi
Kismat mere aangan ki
Shaam savere nain bichha kar
Raah takun main saajan ki
Ghar ghar meri preet ka charcha
Ghar ghar mere prem ki baat
Ghar ghar meri preet ka charcha
Ghar ghar meri prem ki baat
Pankh bina hi ud jaati hai
Pankh bina hi ud jaati hai
Baat dilon ke bandhan ki
Shaam savere nain bichha kar
Raah takun main saajan ki
Haal pareshaan baal pareshaan
Khoyi khoyi rehti hai
Haal pareshaan baal pareshaan
Khoyi khoyi rehti hai
Aysa jadu daar gaye hain
Aysa jadu daar gaye hain
Sudh bisraayi tann mann ki
Shaam savere nain bichha kar
Raah takun main saajan ki