Choda jamaane ko tere liye maine
Tu ab na chodna o humnawa
Choda jamaane ko tere liye maine
Tu ab na chodna o humnawa
Haan raat din main ye rabb se kahun
Tera main tera banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Tera main tera banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Fir tumse suru meri tumpe khatam
Tere hone se hona mera
Meri har baat main meri har raat main
Ek tera bas tera hai ajgara
Raat din main ye rabb se kahun
Tera main tera banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Teri main teri banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Tu mera hi sukun tu mera hi junoon
Mere khwaabo main shaamil hai tu hi tu
Dhundu tere nishan har jagaha har makan
Ek teri bas teri hai aarzoo
Choda jamaane ko tere liye maine
Tu ab na chodna o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Tera main tera banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Teri main teri banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Teri main teri banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa
Raat din main ye rabb se kahun
Teri main teri banke rahun
Dard tere na main ab sahun o humnawa