Compiled By - Ajay Pathak
Raksha Bandhan Songs Medley
Chhoti Bahen 1959
Lyrics - Shailendra
Composer - Shankar Jaikishan
Sung By - Lata mangeshkar
Lata - Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Dekho ye nata nibhana, nibhana
Bhaiya mere raakhi ke badhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana
Bhaiya mere
Resham Ki Dori 1974
Lyrics - Indivar
Composer - Shankar Jaikishan
Sung By - Suman Kalyanpur
Suman - Behna ne bhaai ki kalaai se
Behna Ne Bhai Ki Kalaai Se pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham Ki Dori Se
Resham Ki Dori Se
sansaar baandha hai
Behna ne bhaai ki kalaai se pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham Ki Dori Se
Resham Ki Dori Se
Sansaar Baandha hai
Anjana 1969
Lyrics - Anand Bakshi
Composer - Laxmikant Pyarelal
Sung By - Lata Mangeshkar
Lata - aa aa aa aa
hmm hmm hmm
hum behano ke
liye mere bhaiya
aata hai ek din saal mein
aata hai ek din saal mein
aaj ke din main
jahan bhi rahun
chale aana wahan
har haal mein
chale aana wahan
har haal mein
hum behano ke
liye mere bhaiya
aata hai ek din saal mein
aata hai ek din saal mein
Kaajal 1965
Lyrics - Saahir
Composer - Ravi
Sung By - Asha Bhosle
Asha - Mere bhaiya,
mere chanda,
mere anmol ratan
Tere badle
main zamaane ki koi cheez na loon
Mere bhaiya,
mere chanda,
mere anmol ratan
Tere badle
main zamaane ki koi cheez na loon
Anpadh 1962
Lyrics - Raja mehandi Ali Khan
Composer - Madan Mohan
Sung By - Lata Mangeshkar
Lata - Rang birangi raakhi leke aayi behna
O o o raakhi bandhwa le mere veer
O o o raakhi bandhwa le mere veer
Chorus - Rang birangi raakhi leke aayi behna
O o o raakhi bandhwa le mere veer
bandhwa le re chanda
rakhi bandhwa le mere veer
Chambal Ki Kasam 1980
Lyrics - Sahir
Composer - Khyyam
Sung By - Lata Mangeshkar
Lata - o o o o o
chanda re
mere bhaiyya se kehna
ho mere bhaiyya se kehna,
behna yaad kare ho o o
chanda re
mere bhaiyya se kehna
ho mere bhaiyya se kehna,
behna yaad kare
chanda re
Parakh - 1979
Lyrics - Ravindra Jain
Composer - Ravindra jain
Sung By - hemlata
Hemlata - kehte hain rakhi ke yeh dhage
kehte hain rakhi ke yeh dhage
leke chumban teri kalaai ka
leke chumban teri kalaai ka
yug yug se hai
rahega yugon tak
pyar behan aur bhai ka
kehte hain rakhi ke yeh dhage
kehte hain rakhi ke yeh dhage
Beimaan 1972
Lyrics - Verma Malik
Composer - Shankar Jaikishan
Sung By - Lata & Mukesh
Lata - Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Jaise chanda aur kiran ka
Jaise badri aur pawan ka
Jaise dharti aur gagan ka
Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Jaise chanda aur kiran ka
Jaise badri aur pawan ka
Jaise dharti aur gagan ka
Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Ye raakhi bandhan hai aisa,
ye raakhi bandhan hai aisa
Compiled By - Ajay pathak