Ghul Raha Hai Sara Manjar 
-By-Ramesh More 
Ghul raha hai sara manzar 
Shaam dhoondhli ho gayi 
Ghul raha hai sara manzar 
Shaam dhoondhli ho gayi 
Chandani ke chadar odhe 
Har pahaadi so gayi 
Ghul raha hai sara manzar 
Shaam dhoondhli ho gayi - [2] 
Waadiyon me ped hai ab 
Apni hi parchayi ya - [2] 
Uth raha hai kohra jaise 
Chandani ka ho dhuan 
Chand pighla to chattane 
Bhi mulaayam ho gayi 
Raat ki saanse jo mehki 
Aur madhm ho gayi 
Ghul raha hai sara manzar 
Sara manzar.. sara manzar.. 
Naram hai jitni hawa 
Utni fiza khamosh hai - [2] 
Tahniyon par os pike 
Har kali behosh hai 
Mod par karvat liye 
Ab Dhoondate hai raaste 
Door koi gaa raha hai 
Jaane kiski waaste 
Ghul raha hai sara manzar 
Shaam dhoondhli ho gayi 
Chandani ke chadar odhe 
Har pahaadi so gayi 
Ghul raha hai sara manzar 
Sara manzar.. sara manzar... 
 By-Ramesh More