raat bhar soye nahi jaage se hain
dil ke taalon pe ye jaalon se
pade kyun hai...
jaale se pade kyun hain
aankho me chhupe hain jo saare
neend se bhare wo gubbare
udte kyun nahi
kyun udte wo nahi
raat bhar soye nahi jaage se hain
dil ke taalon pe ye jaalon se
pade kyun hai...
jaale se pade kyun hain
aankho me chhupe hain jo saare
neend se bhare wo gubbare
udte kyun nahi
kyun udte wo nahi
patjhad kyun...
theher gaya...
raatein kkyun...
sehem gayi...
ham na jaane kab yun kho gaye
kyun kho gaye
dhundho mujhe
dhundho mujhe
dhundho mujhe
dhundho mujhe
door hain khwaab ke wo manjar
gair hain apne bhi kyun aksar
parchai bhi kyun...
gulzaar hai yahaan
waqt ne baatein hain jo saare
neend se bhare wo gubbare
udte kyu nahi
kyun udte wo nahi
patjhad kyun...
theher gaya...
raatein kkyun...
sehem gayi...
ham na jaane kab yun kho gaye
kyun kho gaye
dhundho mujhe
dhundho mujhe
dhundho mujhe
dhundho mujhe
raat bhar soye nahi jaage se hain
dil ke taalon pe ye jaalon se
pade kyun hai...
jaale se pade kyun hain
aankho me chhupe hain jo saare
neend se bhare wo gubbare
udte kyun nahi
kyun udte wo nahi
Uploaded by Anand...