Kaun bola
mujhse naa ho payega
Kaun bola
Kaun bola
Apna Time Aayega
Uth ja apni raakh se
tu Uth ja ab talaash mein
Parwaaz dekh parwaane ki
Aasmaan bhi sar uthayega
Aayega apna time aayega
Mere jaisa shaana lala
Tujhe na mil paayega
Ye shabdo ka jwaala
Meri bediyan pighlaayega
Jitna tune boya hai
Tu utna hi toh khaayega
Aisa mera khwaab hai
Jo dar ko bhi sataayega
Zinda mera khwaab
Ab kaise tu dafnayega
Ab hausle se jeene de
Ab khauf nahi hai seene mein
Har raaste ko cheerenge
Hum kaamyabi cheenenge
Sab kuch mila paseene se
Matlab bana ab jeene mein
Kyun
Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar
Kisi ka haath nahi tha sar par
Yahan par aaya
khudki mehnat se main
Jitni taakat kismat mein nahi
Utni rehmat mein hai
Phir bhi ladka sehmat nahi hai
Kyunki hairat nahi hai
Zaroorat yahan marzi ki
aur zurrat ki hai
Taakat ki hai
aafat ki
himaakat ki
Ibadat ki
Adaalat yeh hai
chahat ki
Mohabbat ki
amanat ki
Jeetne ki
ab aadat ki
yeh shohrat ki
ab laalach nahi hai
Tere bhai jaisa koi
hard' ich nahi hai
Hard
Hard
Hard
Hard
Iss harkat ne hi barkat di hai
Kyun
Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya tu ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya tu ghanta lekar jaayega
Kal nanga hi toh aaya tha
Kya tu ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega na
Tu nanga hi toh jayega na