Sun soniyo sun dildar
Rab se bhi zyada tujhe karte hai pyar
Sun soniyo sun dildar
Rab se bhi zyada tuje karte hai pyar
Tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
Tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
Lagta hai dar tu chod na jaaye
Jaye to jaado sang le jaaye
Dil ki hai dadkan ankhon ka deedar
Rab se bhi zyada tujhe karte hai pyar
Sun soniyo sun dildar
Rab se bhi zyada tujhe karte hai pyar
Khuda kii inayat hai
Hume jo milaya hai
Diya pyar wala yeh dil me jalaya hai
Hey tu sanson mein ankhon mein mere yaar
khud se zyada tujhe karte hoon pyar
Tu hi khuda tu mera sansar
khud se bhi zyada tujhe karte hoon pyar