Tere bina main kya re
Hun saanson se juda re
Ruan ruan hai tu
Bas tu piya
Hai rabb ki raza tu
Jo mujhko mila re
Hawaon sa sukoon
Hai tu piya
Tune mujhko pukara yoon
Main chala aya baahon mein
Katt jaye teri chaaon mein
Sare din yeh sari rattiyaan
Ke jab tu sajan mere paas hai
Kuch aur na chahein akhiyaan
Tu hi safar tu hi meri talaash hai
Kuch aur na chahein akhiyaan
Tu hai dua meri jo poori huyi
Main toota tara hoon
Main pichle janam tera hi tha
Is janam bhi dobara rahoon
Ke jab tu sajan mere paas hai
Kuch aur na chahein akhiyaan
Ki tere sang lagi akhiyaan
Raatein hain kayi jagi akhiyaan
Tujhi mein paya rabb ko maine
Ho gayi hain bairaagi akhiyaan
Ki tere sang laagi akhiyaan
Raatein hain kayi jaagi akhiyaan
Tujhi mein paya rabb ko maine
Ho gayi hain bairaagi akhiyaan
Ishq ki dhoop chehre pe
Chanke tere jo mehki hai
Jag rahi hain diwali si
Mere dil ki saari rattiyaan
Ke jab tu sajan mere paas hai
Kuch aur na chahe akhiyaan
Tu hi safar tu hi meri talaash hai
Kuch aur na chahein akhiyaan
Dhuan dhuan dhal gaya
Paani mein utar gaya
Jab se hai paya tujhe
Dil mein basaya tujhe
Nadiya nazaron mein tu
Ik hi hazaron mein tu
Khudse juda na karun
Kabhi main khudaya tujhe
Sajde sawabon mein
Ishq vaale khwaabon mein
Dheeme dheeme behta hai tu
Tu hai dua meri jo poori huyi
Main toota tara hun
Main pichle janam tera hi tha
Is janam bhi dobara rahoon
Ke jab tu sajan mere paas hai
Kuch aur na chahein akhiyaan