Rafu Tumhari Sulu
Ronkini Gupta
......................
Kaise kaise dhaagon se
buni hai yeh duniya
Haan… kaise kaise dhaagon
se buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiya
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Kaise kaise dhaagon se
buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiya
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Haan… teri bani raahein
meri thi deewaarein
Teri bani raahein meri thi deewaarein
Unn deewaaro pe hi maine likh li bahaare
Shaam hui tu jo aaya
so gayi thi kaliyan
Phir shaam hui tu jo aaya
so gayi thi kaliyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
re ma pa ni dha pa ma pa ga ma
dha pa ga ma pa ga ma re sa ni re
hmm ga ma pa ga ma re sa ni re sa
Yun seete seete meelon
ki ban gayi kahaani
Yun seete seete meelon
ki ban gayi kahaani
Kuch tere haathon se kuch meri zubaani
Ab jo bhi hai ye aadha pauna
Hai toh rangraliyaan
Ab jo bhi hai ye aadha pauna
Hai toh rangraliyaan
Kuch tune si hai maine ki hai rafu
Ye doriyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Haan… kaise kaise dhaagon
se buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi
baadalon ki yeh ladiyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ye doriyaan
Hmm Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Hmm
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
.............