O.hoo.... laa la la la la la..
Hmmmm hmmm..
Oho ho.. hoo .....
Dil deewana, bin sajna ke,
Maane naa....
Dil deewana bin sajna ke
Maane na...
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe naa..
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe naa..
Dhak dhak bole it uth dole
Din raina..
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe naa..
Ye. pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Duniya maange apni muraadein
Main to maangoon saajan
Ho.hoho.. hoooo....
Duniya maange apni muraadein
Main to maangoon saajan
Rahe salaamat mera sajna
Aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se
Kuchh bhi chaahe naaa..
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe naa...
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na.
Oho..hoho..ho ho
Oho.. ho ho....
Oho hoho..ho ho.
Oho. hoho....
Jeeye chaahe banaake aachal
Tumko lapetoo tan pe..
Ho..hoho.. hooo...
Jeeye chaahe banaake aachal
Tumko lapetoo tan pe..
Kabhi ye sochoo mai ur jaoo
Tumko liye gagan pe
Aur bhi kuch hai, dil ke iraade
Kya kehna aa...
Ye pagla hai, samjhaane se
Samjhe na...
Ye pagla hai, samjhaane se
Samjhe na...
Dil deewana, bin sajna ke
Maane naa....
Ye pagla hai, samjhaane se
Samjhe.. na