Jo dekhe ek baar ko
Palat ke baar baar wo
Khuda jane
Kyu tujhe
Dekhne lagta hai
Sach bolu imaan se
Khabar hai asmaan se
Hairat me
Chaand bhi
Tujhko takta hai
Ke koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Ke koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Khoobsurti par teri
Khudko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune
Diwaane par ehsaan kiya
Khoobsurti par teri
Khudko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune
Diwaane par ehsaan kiya
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Dhoop bhi tere roop ke
Sone pe qurbaan hui hai
Teri rangat pe khud
Holi ki rut hairaan hui hai
Tujhko chalte dekha to
Tujhko chalte dekha to
Hirno ne seekha chalna
Tujhe hi sunke koyal
Ko sur ki pehchaan hui hai
Tujhse dil lagaye jo
Urdu nab hi aaye to
Shaks wo shayari karne lagta hai
Ke koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Khoobsurti par teri
Khudko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune
Diwaane par ehsaan kiya
Koi itna (Khoobsurti par teri)
Khudko maine qurbaan kiya
Koi itna (Muskura ke dekha tune)
Diwaane par ehsaan kiya
Koi itna (Khoobsurti par teri)
Koi itna (Khudko maine qurbaan kiya)
Koi itna (Muskura ke dekha tune)
Koi itna
Koi itna
Khoobsurat kaise ho sakta hai