SHORT COVER PART.1
AWARA by Salman Ali Muskaan
Uploded by DHANESHWARJAIN
F Pehla pehla... ishq hua hai
Pehla tajurba, pehli dafa hai
Ho tu jo nahi to kuch bhi nahi hai
Saanson ke chalne ki tu hi wajah hai.
MUSIC
M Maange fakeer dua e allah
Yaar di soorat mashallah
Reet na jaanu, riwaj na maanu
Main te thehra saada banda
Bechara dil mera
Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai
Awara awara. awara dil mera
Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai
MUSIC
F Kal parson ke liye
Na to barson ke liye
Tujhko hai maanga har janam ke liye
Hoo meri to duayein saari
meri to wafayein saari
Jo bhi hain woh hai mere sanam ke liye
M Haan main bhi sajde
mein jhuka kar sar
Dua me maangta hoon tujhe
Na hogi aakhiri dum tak yeh chahat kam
M F Awara dil mera
Mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai
HOPE YOU ENJOYED