Kabhi na nam hui aankhe
Kabhi na dil mera roya
Kabhi teri yaad na aayi main tanha
Chain se soya
Kabhi na nam hui aankhen
Kabhi na dil mera roya
Kabhi teri yaad na aayi main tanha
Chain se soya koi bhi dard na gujra
Mujhe rula ke main bahut khush hoon tujhe bhula ke
Main bahot khush hoon tujhe bhula ke teri baatein
Jhoothi jhoothi yeh
Fasana jhoota jhoota mujhse karta hai tu toh
Yeh bahana jhoota jhoota ishq kisi ke chhupaye kabhi
Chhupta nahi silsila
Mohabbaton ka kabhi rukta
Nahin hai kare lakh koshishein
Na bhula paayega mujhe meri baahon ke saaye
Mein aanaa padega tujhe
Apne dil se hi mujhko
Ladna pada kaam mushkil tha magar
Karna pada aisa karke mujhe sukoon mila jo
Kiya usse na hai koi gila tu gayi is tarah
Mujhko jafa sikha ke main bahot
Khush hoon tujhe bhula ke
Main bahot khush hoon tujhe bhula ke
Wasl ke lamhe yaad aayenge
Tujhko mere kareeb layenge dooriya kab tujhe satayenge
Tanha raatein
Bhi aazmayengi khud likha maine jo kissa use
Mitake main bahut khush hoon tujhe bhula ke
Mai bahut khush hu
Tujhe bhula ke tujhe bhula ke teri baatein jhoothi
Jhoothi yeh fasana jhoota jhoota
Mujhse karta hai tu toh
Yeh bahana jhoota jhoota ishq kisi ke chhupaye kabhi
Chhupta nahi silsila mohabbaton ka kabhi rukta
Nahin hai kare lakh koshishein na
Bhula payega mujhe meri baahon ke
Saaye mein aana padega mujhe