Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa tumhe dil mein basana hai
Tumhe dil mein basaana hai tumhe apna banaana hai
Tumhe apna
Banaana hai tumse ishq nibhana hai tumhe apna banaana
Hai tumhe apna banaana hai
Tere bin hai jeena mera bewajah meri aashiqui ka
Hai tu aasra yaara hai
Jabse mujhe tu mila bas teri hi yaadon ka hai
Silsila
Tumhe dil mein basaana hai tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Wo teri meri mulakato ka mausam jaata nahi hai
Mere dil se wo aalam
Banke nishaani jal raha hai
Seene mein har pal tera ishq hai mere humdum
Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse meri saari manmarziya tere hi liye meri
Sargoshiyan tu karde
Mukammal meri yaariyan tumhe dil mein basaana hai
Tumhe apna banaana hai tumhe
Apna banaana hai
Tumhe dil mein basaana hai tumhe apna banaana
Hai tumhe apna banaana hai
Teri gali mein jabse duniya basaayi aankhon mein
Sagar nami dil pe hai chaayi bujh na
Sakega teri yaadon ka
Laava saanson mein khushboo teri hai
Samayi meri yeh tadap yeh meri tishnagi hai
Tujhse hi ab toh tu meri bandagi zara jhaak ke
Dekh le dil me tu nazar aayegi meri deewangi
Tumhe dil me basana hai
Tumhe apna banana hai tumhe apna banana hai
Tumhe dil mein basana hai tumhe apna banana hai
Tumhe apna banana hai