menu-iconlogo
huatong
huatong
sameer-khan-chal-chaiyya-chaiyya-cover-image

Chal Chaiyya Chaiyya

Sameer Khanhuatong
great_singer1huatong
Lyrics
Recordings
Jinke sar ho ishq ki chhaaon

Paaon ke neeche jaanat hogi

Jinke sar ho ishq ki chhaaon

Chal chaiyya chaiyya…

Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya

Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya

Paau janat chale chal chaiyya chaiyya

Paau janat chale chal chaiyya

Chal chaiya chaiya…

Woh yaar hai jo khushboo ki tarah

Jiski zubaan urdu ki tarah

Meri shaam raat, meri kaayanat

Woh yaar mera sainya sainya

Chal chhaiya chhaiyya…

Gulposh kabhi itraaye kahin

Mehake to nazar aa jaaye kahin

Gulposh kabhi itraaye kahin

Mehke to nazar aa jaaye kahin

Taaveez banaake pehnoon usey

Aayat ki tarah mil jaaye kahin

Taaveez banaake pehnoon usey

Aayat ki tarah mil jaaye kahin

Gulposh kabhi itraaye kahin

Mehake to nazar aa jaaye kahin

Taaveez banaake pehnoon usey

Aayat ki tarah mil jaaye kahin

Woh yaar hai jo imaan ki tarah

Mera naghma vohi mera qalma vohi

Mera naghma naghma mera qalma qalma

Mera nagma nagma…

Mera Qalma Qalma…

Yaar misaal-e-os chale

Paaon ke tale firdous chale

Kabhi daal daal kabhi paat paat

Main hawa pe dhoondu uske nishaan

Sar ishq ki chaaon chal chaiyya chaiyya

Sar ishq ki chaaon chal chaiyya

Paau janat chale chal chaiyya chaiyya

Paau janat chale chal chaiyya

Chal chaiya chaiya…

Main uske roop ka shaidaai

Wo dhoop chhaanv sa harjaai

Wo shokh hai, rang badalta hai

Main rangroop ka saudaai

(Main rangroop ka saudaai)

Jinke sar ho ishq ki chhaaon

Paaon ke neeche jannat hogi..

Jinke sar ko ishq ki chhaao

Paaon ke neeche jannat hogi

Shaam raat meri kaaynaat

Vo yaar mera sainya sainya

Chal chaiyya chaiyya…

Sar ishq ki chaaon chal chaiyya chaiyya

Sar ishq ki chaaon chal chhaiya

Paau janat chale chal chaiyya chaiyya

Paau janat chale chal chaiyya

Chal chaiyya chaiyya…

Woh yaar hai jo khushboo ki tarah

Woh jiski zubaan urdu ki tarah

Meri shaam raat, meri kaayanat

Woh yaar mera saiyan saiyyan

Chal chaiyya chaiyya

More From Sameer Khan

See alllogo

You May Like