Ho bas agar tum humaare sanam
Hum toh sitaaron pe rakh de kadam
Ho bas agar tum humaare sanam
Hum toh sitaaron pe rakh de kadam
Saaraa jahaan bhool jaaye
Bas nagmein tere pyaar ke
Gaate hee jaaye
Ae kaash ke hum
Hosh mein ab aane na paaye
Bas nagmein tere pyaar ke
Gaate hi jaaye
Ae kaash ke hum
Hosh mein ab aane na paaye