
Kuch Na Kaho (Short)
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kya kehna hai
Kya sunna hai
Mujko pata hai
Tumko pata hai
Samay ka yeh pal
Tham sa gaya hai
Aur iss pal mein
Koi nahi hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho