menu-iconlogo
huatong
huatong
sanam-band-neele-neele-ambar-cover-image

Neele Neele Ambar

Sanam Bandhuatong
pleon868huatong
Lyrics
Recordings
Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyar barsaaye humko tarsaye

Aisa koi saathi ho

Aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho oonche oonche parvat

Jab choomte hai ambar ko

Pyaasa pyaasa ambar

Jab choomta hai sagar ko ( 2)

Pyaar se kasne ko

Baahon mein basne ko

Dil mera lalchaaye

Koi toh aa jaaye

Aisa koi saathi ho

Aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Hey chham chham karta saawan

Boondon ke baan chalaaye

Satrangi barsaton mein

Jab tan mann bheega jaaye ( 2)

Pyaar mein nahane ko

Doob hi jaane ko

Dil mera tadpaaye

Khwab jaga jaaye

Aisa koi saathi ho

Aisa koi premi ho

Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chand jab aaye

Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Lyricsted:

: www.zz4 YTbceID

More From Sanam Band

See alllogo

You May Like