M Yeh raaten yeh mausam
Nadee ka kinara..
ye chanchal hawaa..
F Kahaa do dillon ne..
Ki milkar kabhi hum na honge jooda..
M F Yeh raatein yeh mausam
Nadee ka kinaara..ye chanchal hawa..
F Ye kya baat hai aaj ki chandani me..
F Ye kya baat hai aaj ki chandani me..
F Ke hum kho gaye pyar ki raagani me..
M Ye baahon mein baahen..
ye behki nigaahe..
Lo aane lagaa zindagi ka mazaa..
M F Ye raatein, yeh mausam
Nadee ka kinara, yeh chanchal hawaa..
by RaZu SaNam