Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Main thehra raha
Zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil
Saas thamne lagi
Oh kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai
Suraj hua maddham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haay
Kyon pighalne laga
Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saans thamne lagi
Oh kya yeh mera
Pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Hai khoobsurat yeh pal sab kuchh raha hai badal
Sapne haqikat mein jo dhal rahe hain
Kya sadiyon se purana hai rishta yeh hamara
Ke jis tarah tumse hum mil rahe hain
Yoon hi rahe hardam pyaar ka mausam
Yoon hi milo humse tum janam janam
Hmm Main thehra raha zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saans thamne lagi
Haan Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Tere hi rang se yoon main to rangi hoon sanam
Pa ke tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam
O maahiya ve tere ishq mein
Haan doob ke paar main ho rahi hoon sanam
Sagar hua pyasa raat jagne lagi
Sholon ke dil mein bhi aag jalne lagi
Main thehri rahi zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saans thamne lagi
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Suraj hua maddham chaand jalne laga
Aasman yeh haaye kyun pighalne laga
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai