menu-iconlogo
logo

Kaisa Yeh Pyaar

logo
Lyrics
Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai

Yeh na poocho sanam kaisi haalat hoti hai

Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai

Yeh na poocho sanam kaisi haalat hoti hai

Na subash ka pata na khabar shaam ki

Kya kisi se kahe jaanejaan

Kaisa yeh pyaar hai yeh kaisa pyaar hai

Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai

Yeh na poocho sanam kaisi haalat hoti hai

Na subash ka pata na khabar shaam ki

Kya kisi se kahe jaanejaan

Kaisa yeh pyaar hai yeh kaisa pyaar hai

Jis ne kiya hai usko pata

Kaisa nasha hai is dard ka

Na rok raahen jaane wafa

Kar ne de muhjko tu yeh khata

Ab to mita faasla

Har ghadi bekhudi har ghadi bebasi

Kyon satane lagi dooriyaan

Kaisa yeh pyaar hai yeh kaisa pyaar hai

Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai

Yeh na poocho sanam kaisi haalat hoti hai

Na subash ka pata na khabar shaam ki

Kya kisi se kahe jaanejaan

Kaisa yeh pyaar hai yeh kaisa pyaar hai

Kaisa yeh pyaar hai yeh kaisa pyaar hai