Pyaar jhootha sahi duniya ko dikhane aaja
Pyaar jhootha sahi duniya ko dikhane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Pyaar jhootha sahi duniya ko dikhane aaja
Pyaar jhootha sahi duniya ko dikhane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Aaja aaja aaja aaja
Tu to kaheta tha ke main jaan bhi de dunga tuje
Jaan kaya cheez hai imaan bhi de dunga tuje
Tu to kaheta tha ke main jaan bhi de dunga tuje
Jaan kaya cheez hai imaan bhi de dunga tuje
Is se pahele ke jahaa dil ka tamasha dekhe
Ek pal ke liye aaja ke zamaana dekhe
Ishq kya hai hoo
Ishq kya hai ye zamaane ko bataane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Tu kisi aur se milne ke bahaane aaja
Aaja aaja aaja aaja
Ashiqui khel hai aanso ke piye jaane ka
Zindagi naam hai mar mar ke jiye jaane ka
Aasiqui khel hai aanso ke piye jaane ka
Zindagi naam hai mar mar ke jiye jaane ka
Khwab aankho ko tere ab na dikhayenge kabhi
Phir na aana tujhe hum phir na bulayenge kabhi
Yaad ki aakhri hoo
Yaad ki aakhri shamma bhi bhujaane aaja