jaaniye heeriye...
Love will find a way
jaaniye heeriye...
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi thune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee
jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa.....
Kahein dhadkanein tujhse kya
Mitwa.....
Yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi thune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee
jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa.....
Kahein dhadkanein tujhse kya
Mitwa.....
Yeh khudse toh na tu chhupa