Tera saath hai itana pyaara...
Tera saath hai itana pyaara
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
maine.....
Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazaara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
o.Tera saath hai itana pyaara...
Jitni tujh mein hai ada.....
utni hi vafa...
utni hi vafa...
Jitna jahaan mein pyaar hai......
tujhse mujhe mila...
tujhse mujhe mila...
Badhti hi jaaye
ye betaabi
Badhti hi jaaye ye betaabi
Jitana karoon nazaara
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
o.Tera saath hai itana pyaara...
Pyaar ke ek pal pe hain....
sau jeevan qurbaan...
sau jeevan qurbaan...
Pyaar kabhi marta nahi.......
marte hain insaan....
marte hain insaan.....
naam usika
jeevan hai jo
naam usika jeevan hai jo
tere saath guzaara
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
o.Tera saath hai itana pyaara
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazaara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..