Manzil tu meri likhi hai lakeeron mein
Tu hi meri kismat tu har duaon mein
Manzil tu meri likhi hai lakeeron mein
Tu hi meri kismat tu har dua mein
Pehli baar jab mile jud gaya tha ye naseeb
Har kadam mein pal pal mein main hoon tere kareeb
Zameen se asmaan mile ye jab tak hain tera mera naata saans tak hai
Ke manzil tu meri likhi hai lakeeron mein
Tu hi meri kismat tu har duaon mein
Tu hi meri kismat tu har duaon mein
Tu hi meri kismat tu hai duaaon mein
Tu hi meri kismat tu hai duaaon mein
Tu hi meri kismat tu hai duaaon mein
Darr hai ruswai ka agar ye mujhse karle tu
Saanson se judi har dhadkan sab main chhod doon
Kar le tu yakeen main na todungi
Saari wo vaade main nibhaungi
Rabb ne diya tujhko diya tujhko
Mere in haathon mein in haathon mein
Rab hi dega mujko dega mujko mujhe har janam mein
Manzil tu meri likhi hai lakeeron mein
Tu hi meri kismat tu hai duaaon mein
Ye ishq mera roohaniat hai mili jo khuda se ho tu inaayat hai
Ye ishq mera roohaniat hai mili jo khuda se ho tu inaayat hai
Hawa ki jhokon mein khushbu tera hi hai
Madhosh main huyi haan tere ishq mein
Manzil toh meri likhe hain lakeeron mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein
Tu hi meri kismat tu har duaa mein