Chalo ayodhya dham mein, mandir ke nirmaan mein

Hum katha sunaate ram sakal gun dham kee

Ye ramayana hai, punya katha shri ram kee

Jambhu dweepe, bharat khande, aryaavarte, bharatvarshe
Ek nagari hai vikhyath ayodhya naam kee
Yahi janam bhoomi hai param poojya shri ram kee
Hum katha sunaate ram sakal gun dham kee
Ye ramayana hai, punya katha shri ram kee
Ye ramayana hai, punya katha shri ram kee
Guru vashishtha ke raghukul jaake
Alpakaal vidya saba paake
Pooran huee shiksha, raghuvar, pooran kaam kee
Hum katha sunaate ram sakal gun dham kee
Adbhut hai mahima do akshar ke naam kee