I don’t need any friends
Coz they’re dependent on the rent
Jabtak paisa teri jeb me tabtak ye chattenge
Jaise karrib hai
Vaise hi dosti na kaam ki
Dosti vala pyar bhookhi thi jaam ki
Zindagi chalti ni aise hi sabko jarurt hai paise
Sabhi ko chodd tu chodd de yarro ko
Varna hogi teri aisi ki taisi
Pagal hai pyaar k piche haan
Or me pyaar ko niche lu
Gandagi Choodd tu saaf bann
Kala dikhake tu chaap dhaann
Ratto ko sotte hai sab
Tu ratto ko jaag ke kar jang
Zindagi chala tu beat pe failade jaal
Jaise faila geet ye
Haan
Gandagi chodd
Karr tu kaam kaam kaam kaam
Yaro ko chodd
Bana pehle nam nam nam
Kaam ko zindagi daan de chotey
Khass se pehle ban na padta am
Choda tha tune jo gaya me lake
Zindagi jaise ho movie ki break
Jabse pata pada fake hai tu faike
Tabse me ghuma hu theke pe theke
Theek hai ki mujhko bhi mile hai yaar
Kuch logo ne diya hai mujhko sanwaar
Kuch karte hai andar hi khokhla
Lakdi pe jaise kare koi dimak waar
Ek mera yaar tu koi na duja
Yaar tujhe ab daan na duja
Raahat me teri na raah taki
Musibat me ek tujhko hi khoja
Kaam mujhe tujhe milne bulau
Jab kaam khatam to bhul jau
Matlab ki bat ka matlab na
Naa ghaav ko ab naasur bnau
Par tere hote mujhe mila na kuch
Jaa Tujhe maaf kiya gila na kuch
Gila khatam hua Galaa sukh gya
Chal baat band kar pila na kuch
Ab beat meri mehbooba hai
Or mic bna best friend
Mic bna best friend
Mic bna best friend
F**k fake relationship
Or jhuthi dosti ka trend
Jhuthi dosti ka trend
Jhuthi dosti ka trend
Yaari mujhe leke dubi kahte hai sab par
Wo bhi mere saath jinhe kahta hu rab
Log kuch mujhe jinki satati hai yaad
Mene beat pe aaj ye utaari talab par
Tera gar naam na to puchega na koi aur
Daam fika kaam ka to kaam ka na koi
Hoga mere laal ka haal kya aage ye soch
Maa meri kai raat se na soyi
Lakdi ki hai naaw yha aur kaagaz ki patwaare hai
Meri baate jese samandar ye dariya ke machhwaare hai
Likh kar lele mitra tere ye liquor ke hi sahaare hai
Humaare tumhaare pukaare nazaare
Par saare hain kinaare hain