Father anthony
Father, dear father
I got a confession to make,
u got to help me father
Please for goodness sake,
name it child, name it
Father i love the
taangewaala, i wanaa meet him
No problem
Sunday ka church hone ke baad,
yaad karana use dil mein,
God ko salaami dena jarur,
phir jaana use milane
Goga yeh father ka bachcha kaun hai
Father ka bachcha nahi son,
father ko baap bolate hain
Aur tumhaara baap tumhaare
saamane khada hai
Heyy sun rubia
tumse Pyaar ho gaya
sach
Pyaar ho gaya kya karein
Sunane ko yeh tarasata tha Dil
chal jaldi se shaadi karein
Main teri taangewaali
Tu mera taangewaala
Hoye Main teri taangewaali
Amitabh:
Hey gora, suna kya ladaki bola, haan
Baat mein bahot dum, hai
Chhaati thok thok ke bola
Hey main teri taangewaali
Tu mera taangewaala
Sun rubia tumse pyaar ho Gaya
pyaar ho gaya kya karein
Sunane ko yeh tarasta tha Dil
chal jaldi se shaadi karein
Main teri taangewaali
Tu mera taangewaala
Haan tu meri taangewaali
Main tera taangewaala
Raaji hoon main, phir der Kya
kab tak rahu bekaraar
Ghutata hai dum, abb toh Yaha
kaise kahun baar baar
Hey baaje ke saath, leke Baaraat
ghode pe hoke sawaar
Dole ke chilman se, dekhegi Tu
sehre ki kya hai bahaar
Raaju mere raaja
hey.. rubi meri raani
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja..
Hey Sun rubia tumse pyaar ho Gaya
pyaar ho gaya kya karein
Sunane ko yeh tarasta tha Dil
chal jaldi se shaadi karein
Main teri taangewaali
Tu mera taangewaala
Haan tu meri taangewaali
Main tera taangewaala
Daulat nahin, bangla Nahin
amiri ka naam nahin
Gaalicha nahin, bagicha Nahin
aisho aaraam nahin
O.. sanam, teri kasam
Rakhana kisi haal mein
Tere siwa, inn cheejo se
Mujhe koyi kaam nahin
Raaju mere raaja
HeyHey rubi meri raani
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja..
Hey sun rubia tumse pyaar Ho gaya
pyaar ho gaya kya karein
Sunane ko yeh tarasta tha Dil
chal jaldi se shaadi karein
Main teri taangewaali
Tu mera taangewaala
Haan tu meri taangewaali
Main tera taangewaala..
Hope you liked it :)