menu-iconlogo
logo

Darmiyaan

logo
Lyrics
Lafzon se jo tha pare

Khaalipan ko jo bhare

Kuchh tto tha tere mere darmiyaan

Rishte ko kya mod doon

Naata yeh abb tod doon

Ya phir yun hi chhod doon, darmiyaan

Benaam rishta woh…

Benaam rishta woh, bechain karta jo

Ho naa.. sake jo bayaan, darmiyaan

Darmiyaan Darmiyan

Darmeyaan Darmeyan

Kuchh toh tha tere mere darmiyaan

Haaye

Darmiyaan Darmiyan

Darmeyaan Darmeyan

Kuchh toh tha tere mere darmiyaan

Aankhon mein tere saaye

Chahoon toh ho na paaye

Yaado’n se teri faasla haye

Jaake bhi tu na jaaye

Thehri tu dil mein haaye

Hasrat si banke kyun bhala

Kyun yaad karta hoon

Mitta hoon banta hoon

Mujhko toh laayi yeh kahaan

Benaam rishta woh…

Benaam rishta woh, bechain karta jo

Ho na sake jo bayaan darmiyaan

Darmiyaan Darmiyan

Darmeyaan Darmeyan

Kuch toh tha tere mere darmiyaan

Haaye..

Darmeyaan Darmiyan

Darmiyaan Darmeyan

Kuchh toh tha tere mere darmiyaan

Aaan… chalte thay jinpe hum tum

Raaste woh saare hain gum

Ab dhoondein kaise manzilein

Raatein hain jaise maatam

Ab toh hain din bhi gumsum

Roothi hain saari mehfilein

Itna satao na yun yaad aao na

Bann jaaye aansoon bhi zubaan

Benaam rishta woh…

Benaam rishta woh, bechain karta jo

Ho naa sake jo bayaan darmiyaan

Darmiyaan Darmiyan

Darmeyaan Darmeyan

Kuch toh tha tere mere darmiyaan

Haaye..

Darmeyaan Darmiyan

Darmiyaan Darmeyan

Kuchh toh tha tere mere darmiyaan