menu-iconlogo
logo

Suraj Hua Maddham

logo
Lyrics

Suraj hua maddham, chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai

kyoonpighalne laga

Suraj hua maddham, chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai

kyoon pighalne laga

Main thehra raha, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna, kya yeh mera

pehla pehla pyaar hai

Ho oh oh, oh oh oh oh

oh, aa aa aa aa aa aa

Suraj hua maddham, chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Main thehri rahi, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna, kya yeh mera

pehla pehla pyaar hai

Hai khoobsurat yeh pal,

sab kuch raha hai badal

Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai

Kya sadiyon se puraana

hai rishtaa yeh hamaara

Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai

Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam

Yunhi milo humse tum janam janam

Main thehra raha, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna, kya yeh mera

pehla pehla pyaar hai

Tere hi rang se yun main

to rangeen hoon sanam

Paake tujhe khud se hi

kho rahi hoon sanam

O maahiya, ve tere ishq mein

Haan doobke paar main ho rahi hoon sanam

Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi

Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi

Main thehri lagi, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna

Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Suraj hua maddham

Chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai

Kyoon pighalne laga

Sajna, kya yeh mera

pehla pehla pyaar hai

Suraj Hua Maddham by Shah Rukh Khan/Kajol - Lyrics & Covers