Tu hi toh jannat meri
Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukoon
Tu hi aakhion ki thandak
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein
Bas itna hi jaanu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Kaisi hai yeh doori
Kaisi majboori
Meine nazron se tujhe choo liya
Ho ho ho Kabhi teri khusboo
Kabhi teri baatein
Bin mange yeh jahan pa liya
Tu hi dil ki hai raunak
Tu hi janmo ki daulat
Aur kuch na janoon
Bas itna hi janoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Cham cham aaye
Mujhe tarsaye
Tera saaya ched ke chumta
Oh ho ho tu jo muskaye
Tu jo sharmaye
Jaise mera hai khuda jhumta
Tu hi meri hai barkat
Tu hi meri ibadat
Aur kuch na janu
Bas itna hi janu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu