menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Sun Raha Hai Na Tu (Slowed + Reverb)

sharma jihuatong
minezotahuatong
Lyrics
Recordings
Mazilein rusva hain

Khoya hai rasta

Aaye le jaaye

Itni si ilteja

Yeh meri

Zamaanat hai

Tu meri

Amaanat hai

Haan

Mujhko irade de

Kasme de vaade de

Meri duaon ke

Isharon ko sahare de

Dil ko thikane de

Naye bahane de

Khwaabon ki barishon ko

Mausam ke paimane de

Apne karam ki

Kar adaayein

Karde idhar bhi

Tu nighahein

Sun raha hai na tu

Ro raha hun main

Sun raha hai na tu

Kyun ro raha hu main

Sun raha hai na tu

Ro raha hun main

Sun raha hai na tu

Kyun ro raha hu main

Yaraaaa

Waqt bhi thehra hai

Kaise kyun yeh hua

Kash tu aise aaye

Jaise koi dua

Tu rooh ki rahat hai

Tu meri ibadat hai

Apne karam ki

Kar adaayein

Karde idhar bhi

Tu nighahein

Sun raha hai na tu

Ro rahi hun main

Sun raha hai na tu

Kyun ro rahi hu main

Sun raha hai na tu

Ro rahi hun main

Sun raha hai na tu

Kyun ro rahi hu main

More From sharma ji

See alllogo

You May Like